|| Aarti Shri Jahveer Ji Ki ||
Jai JaiJahveer Hare, Jai JaiGooga Veer Hare |
Dharti pea a krke ,bhaktonkedukhdurkare ||
Jai JaiJahveer Hare॥
Jo koi bhakti kareprem se , hanjikareprem se |
Bhagedukh pare wighan hare ||
Jai JaiJahveer Hare॥
Jewarravkeputrakahye , rani bachalmata |
Bagadjanamliya veer ne , jai – jaikarkare ||
Jai JaiJahveer Hare॥
Dharmki bel badhainish din, tapsyarojkare |
Dushtjanokodanddiya, Jag me raheaapkhare ||
Jai JaiJahveer Hare॥
Satya ahinsakawratdhara , jhut se aap dare |
Wachan bhang koburasamjhkar, ghar se aapnikre ||
Jai JaiJahveer Hare॥
Maadi me tum karitapsya, acharajsabhikare |
Charodisha me bhakt aa rahe , aashaliyeutre ||
Jai JaiJahveer Hare॥
Bhavanpadharoatalchatrkah, Bhaktonkisewakare |
Prem se sewakare jo koi, dhankebhandarbhare ||
Jai JaiJahveer Hare॥
Tan man dhanarpankarke, bhakti praptkare |
BhadoKrishannaumike din , Pujan bhakti kare ||
Jai JaiJahveer Hare॥